-->
Sab Kushal Mangal - All Songs Lyrics
    Image result for Ishq Ne Mara Re

    Taa thaiya taa thaiya
    Ishq ne chahe thaiya
    Taa thaiya taa thaiya
    Ishq ne chahe taa thaiya

    Ud gaye ud gaye ud gaye totte
    Ud gaye totte re

    Raat ko suraj chamke
    Aur din mein dikhta tara re
    Raat ko suraj chamke (chamke chamke)
    Aur din mein dikhta tara re

    Kya se kya hum ho gaye re baba baba
    Kya se kya hum ho gaye re baba baba
    Hum ko ishq ne mara re mara mara re
    Ishq ne mara re mara mara re
    Ishq ne mara re mara mara re
    Ishq ne mara re... ou mara re

    Taa thaiya taa thaiya
    Ishq ne chahe thaiya
    Taa thaiya taa thaiya
    Ishq ne chahe taa thaiya

    Baahubali waar kiya
    Jeena dushwar kiya
    Tere mere raaste mein
    Khadi diwaar kiya
    Hai naa hai naa

    Prem ke thane mein maine
    Dil ka FIR kiya
    Tune mujhe pyar kiya
    Maine tujhe pyar kiya
    Hai naa hai naa

    Ishq mein seedhi raahein lage tirchi
    Gud chakhe toh lage kyun mirchi
    Ishq mein ban jaata
    Besura bhi gawaiya
    Taa thaiya taa thaiya
    Ishq ne chahe taa thaiyaa

    Naya naya look liya
    Hair cutt karwaaya
    Suit boot pehan ke
    Chashma laga ke aaya
    Hai na hai na

    Lassi wassi chodh di
    Black coffee peene laga
    Mujhpe toh raat din
    Tera hi fiver chaya
    Hai na hai na

    Ho badshah bhi lage hai naukar
    Ishq sabko bana de jo jo jo joker

    Haan ishq mein betala
    Bhi ban jata nachaiya
    Taa thaiya taa thaiya
    Ishq nachaye
    Re taa thaiya taa thaiya taa.
    Re taa thaiya taa thaiya
    Taa thaiya taa thaiya

    Taa thaiya taa thaiya
    Ishq ne chahe thaiya
    Taa thaiya taa thaiya
    Ishq ne chahe taa thaiya
    King Kong
    @Posted by
    writer and blogger, founder of HindiLyrics Blog .

    Post a Comment